I want to ask you one question that, agr bsc k 1 sem m ree appearing h to kyaa msc m admission milne k kuch chances h...abhi admision lena h
Hello Sapna,
Agar apne B.Sc ke 1st sem ke reexam ko clear kr liya hai to haan aap de skte hain M.Sc par agar apne use abhi tak nahi diya hai to aap jab tak puri trh se clear nahi kr leti apne exam ko tab tak aap B.Sc me hi maani jayegi aur aapko admission lene bhi dikkat aayegi isliye mere hissab se apko apni re clear kr leni chahiye kyonki isse apka bhot time barbad ho jayega warna.
Ummeed karta hu mera uttar apke kaam ayega apke ujjawal bhavishya ki kaamna karta hu.