197 Views

Any tips for me #aiims and neet ug 2018-2019 preparation?How much cooperation does coaching INSTIUTE take in selection? Tell me in HINDI LAN


NEET 2024: Cutoff (OBC, SC, ST & General Category)

NEET 2024 Admission Guidance: Personalised | Study Abroad

NEET 2025: SyllabusMost Scoring concepts NEET PYQ's (2015-24)

NEET PYQ's & Solutions: Physics | ChemistryBiology

Abhishek kumar 12th Apr, 2018
Answers (2)
Nikita Chauhan 12th Apr, 2018
Ek baat hamesha yaad rakhna ki tumhari mehnat hi sabse bada deciding factor hai tumhari selection  peeche. Coaching chaahe tum jahan se lo, tumhare alaawa aur koi nahi jaanta ki tumhara concept kitna clear hai.

Apne concept clear karne k liye apne teachers ki help lo. Physics aur chemistry mein practice ki zarurat hoti hai. Biology ko jitna padhoge utna yaad rahega.

AIIMS ki taiyaari k liye GK aur assertion and reasoning  ki bhi acchi practice karo.


Vivek Mishra 12th Apr, 2018
Dekho. Sabse pahle to motivated raho, aur mast raho.

Revision pe zyada se zyada dhyaan do. Kuch bhi nya topic mat padhna,

Biology ki ncert book zarur padhna ..line by line. Har line ek question hota hai. Isliye har ek chhote point pe focus karna. Pichle saal ke neet ug ke question papers ko solve zarur se zarur karna. Kyunki pichle saal ke kuch questions repeat ho jaate hai.



Biology me figures, examples, numerical values,scientist ke naam pe zyada se zyada  focus karna kyunki aisi cheeze bahut puchi jaati hai exam me..

Physics aur chemistry ke liye zyada se zyada numericals ki practise karo,ncert ke solved examples zarur karna. Aur kuch bhi naye topic mat padhna. Sirf relevant matter padhna..



Good luck.. acche se tyaar karna ...






Most Scoring concepts for NEET

This ebook serves as a valuable study guide for NEET exams, specifically designed to assist students in light of recent changes and the removal of certain topics from the NEET exam.

Download EBook

Know More About

Related Questions

NEET College Predictor
Apply
Know possible Govt/Private MBBS/BDS Colleges based on your NEET rank
NEET Companion
Apply
Register for Careers360 NEET Counseling & Admission Guidance Service.
Chandigarh University Admissi...
Apply
Ranked #1 Among all Private Indian Universities In QS Asia Rankings 2025 | Scholarships worth 210 CR
TOEFL ® Registrations 2024
Apply
Accepted by more than 11,000 universities in over 150 countries worldwide
Manav Rachna-MRIIRS Allied He...
Apply
Admissions open for Bachelor of Physiotherapy, B.Sc Nutrition & Dietetics ,B.Sc Food Science & Technology
View All Application Forms

Download the Careers360 App on your Android phone

Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile

150M+ Students
30,000+ Colleges
500+ Exams
1500+ E-books