BA ek aisa course hai jismai bahut se bacche yeh soch ke aate hai ki kuch tension lene ki jaroorat nahi sab accha hooga . Lekin aisa mostly nai hota hai . Sirf acche marks se pass hue baccho ko consider kiya jaata hai ,
Agar aapko BA k baad MA ya job ya koi alag course jo related ho aapke subjects se.... yadi yeh karna ho toh minimum aapko 70 % aggregate laana hoga .BA ke baad higher studies k liye bahut competition hai aur aapko bhi uss competition ka hissa ban ke successful hona hai toh mehnat krna hi padega.
All the Best
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile