BSC me physics men subject Ka MATLAB Kaya hai
B.Sc mein physics ka arth hain ki aap is cousre k dauran physics ke fundamentals or ishke alg alg guno jaise energy ya force se sambandhit padhayi karenge . Yah course aapko Science aadharit career k liye tayar karta hain. Is course ko 6 semester mein bata gaya hain. Yeh physics, mathematics or chemistry se sambhandit hain . BS.c physics k padhai k bad aapko schools mein, power generation companies , hospitals, government k research agencies mein kam mil skta hain .
Agr aapka or koi question ho toh aap is answer k comment section mein puch skte hain .