BSC physics honours me class ke alwa Roj kitane ghante phadhana hoga in Delhi University
Hi,
It totally depends on you how much will you study after class to perform better in your subject. Anybody else does not know the time you need to grasp a particular topic & be thorough with it.
Aapko pehle parai suru karni chaiye or dekhna chaiye ki aapko kitna time lagta hai or aisa zaroori nahi hai ki aapko har chapter k liye ek hi time lage. Aisa schedule banaiye taki aap topics ko sahi se cover kar sake. aisa mat kijiye ki ek topic adha adha kar rahe hain kai dino se.... isse interest chala jayga or aap bhul bhi jayenge aapne pehle din kya kiya. To koshis kijiye ki ek din me topic jo aap par rahe hain wo pura sahi se cover karne k liye.
Aap agar class me dhyan se grasp kar lete hai to baki aapko 4-5 ghanta lag skta hai sab kuch totally samajhne k liye. Isse zyada ya kam bhi koi problem nahi hai.
Hope this helps