Hello Faizan
Apko physiotherapy ka Course karna hai to apko class x pass karna hoga. Uske bad apko Std xi and xii science stream se padhna hoga. Class xii me apko physics, chemistry aur biology me kam se kam 150 marks lane hai.
Uske bad apko Neet ka firm bharna hoga. Apko age us vakt kam se kam 17 years honi chahiye. Apni sari necessary information bfarni hogi. Neet ug qualify karke apko physiotherapy me addmission mil sakta hai.
Neet ug me apko kitnd marks lene hai , yah us saal ke cut off par nirbhar karta hai.
Phir pbhi yadi aap general category se belong karte hai to apko physiotherapy ki addmission achhe college se karne ke liye 400+ marks leni hogi.
Physiotherapy Course ki fees 70 000 sd 4 lakh hoti , yah college par nirbhar karta hai.
Physiotherapy karne ke bad aap average salary 3 lakb se 7 lakh har varsh praapt kar sakte hai.
Physiotherapy colleges
Aiims delhi
Aiims Ahmedabad
BU Jhansi
IMS BHU
All the best for your future .
Adhik jankari ke liye kripya neeche di gayi link par jaye
https://www.careers360.com/courses/physiotherapy-course
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile