English exam ke tayri Karne h please help me
Answer (1)
Hello Anuj!
Aapne bataya nahi ki aapko kis field m English exam ki taiyari krni hai. Lekin, agr aap board exam ( class 12th ) ke lie English taiyar krna chahte ho ya kisi competitive exam k lie, kuch general tareeke Mai aapko batati hu -
1. Timetable banae, jiska sakhti se palan kren
2. Homework jo dia gaya hai, use eemandari se pura Kren
3. English ki textbooks ko bol bol k padhen aur uska meaning samajhne ki koshish kre.
4. Textbook k beech se, ( chapter ) se questions banae, aur uska English me jawab likhe.
5. Teji se likhne ki practice kre, kyunki aksar exam bht lamba aata h, sur samay km hota hai.
6. Spellings, word meanings aur questions k meanings pe dhyan den.
7. Vocabulary ki ek list Bana len aur roz padhen.
Aasha hai in tareekon se aap English acchhe se prepare kr paenge.
Good luck!

1 like
1 Comment
Comments (1)
may si ldce ka exam Dena h to Mari aap English exam ke tayri me help Kari may already BSF me job kar Raha hu