Hello Rambilas,
Dekho 12th ke baad agar aapko M. Sc. karni h toh uske liye koi seedha tareeka nahi hai.
Matlab ki agar tumhe M. Sc. karni h toh pehle tumhe ek bachelor degree chahiye hi chahiye. Uske liye yaa toh tum pehle sirf koi bachelor degree kar lo yaa fir tum Integrated course kar sakte ho jisme tumhe kuch colleges 4 saal me bsc and msc dono karwa degi aur kuch pure 5 saal legi jisme tumhari M. Sc bhi ho jaaegi. Lekin iske alawa koi tatika nahi h.
Kyuki M. Sc. Ka naam hi Master of Science and Master ke liye pehle bachelor hona padta h :)
Hi Rambilas,
In order to do Msc, you must first do an undergraduate degree with the relevant subjects. Msc is a postgraduate course, you cannot do it directly after 12th. You may take admission in Bsc course and then apply for Msc.
Hope this helped.
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile