kya muje neet me 280 number ke sath aayurvedik college mil sakta hai kya
NEET 2024: Cutoff (OBC, SC, ST & General Category)
NEET 2024 Admission Guidance: Personalised | Study Abroad
NEET 2025: Syllabus | Most Scoring concepts | NEET PYQ's (2015-24)
Hello Anisha kumari
280 marks ke sath apko ayurvedic college me seat milegi ya nahi , yah neet cut off 2024 par nirbhar karta hai.
Cut iff gar varsh badalti rahti hai aur cut off kuchh baaton par nirbhar karti hai jaise kitne students exam ne appear hue, seats kitni hai, exam asan tha ya kathin , sabse aham baat pichhle saal ki cut off .
Ab 8s varsh cur off adhik hai , general category ke liye Neet cut off 50th percentile arthat 720 - 164 ke beech hai.
Aap yadi general category candidate ho to aap private colleges me ayurvedik seat ke liye apply kar sakte ho wo bhi state quota ke through kyonki AIQ ke liye jyada marks chahiye hote hai.
Aap jis state se ho us state me apply kar sakte ho.
Rank aur college prediction ke liye neeche di gayi links par jaye .
https://medicine.careers360.com/neet-rank-predictor
https://medicine.careers360.com/neet-college-predictor
Related Questions
Know More about
National Eligibility cum Entrance Test
Eligibility | Answer Key | Result | Cutoff | College Predictor | Counselling | Application | Accepting Colleges
Get Updates BrochureYour National Eligibility cum Entrance Test brochure has been successfully mailed to your registered email id “”.