Hey,
Iss prashn ka uttar kuch iss prakar aayega,
agr hm prashn mein diye anko ka sahi mulyankan kre toh hme pta chalega ki
4x15=60 hota hai, jisko hm iss prakar bhi likh sakte hai,
4x(3x5)=60
issi tarah se
2x(3x8)=48 hota hai
toh, 3x6 ka uttar aise aayega
3x(6x3)=3x18=54.
matlab is prashn ka utar
3x6= 54 hoga.
Dhanyawad.
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile