Hello Manisha,
Dekho question Mein yah Diya gaya hai ki 5* 3 , 2 hota hai. Iska matlab hai ki 5*3=2 aata hai, jo aayega 5-3 karne par. Thik vaise hi 17*6 =11 aana chahiye. Or ye aayega 17-6 karne par. Usi tarike se humko ye nikalna hai ki 18*5 karne par kya aayega. To uske liye apn 18 ko subtract karenge 5 main se. Matlab 18-5 = 13.
Iska matlab 13 answer aayega.
Mujhe lagta hai ki aapke Sawal Ka Jawab sahi se Diya gaya hai.
All the best!
Namaskar
Hamen ye Diya hua hai ki , 5*3=2
Explanation:- 5*3= 5-3= 2
Phirse, yah Diya hua hai 17*11 =6
Explanation:- 17 -11=6
Ab,
18*5=18-5 = 13
Atah, 18 *5 =13
13, aapke prashn ka uttar hai
Thankyou
Hey,
Agar hm is prashn ko dhyaan se dekhe to pta chalega ki x symbol subtract kr rha rather than multiplication.
5x3=2 (jiska arth yeh hai ki 5-3=2)
usi prakar,
17x6=11(jiska matlab hai, 17-6=11)
thik aise hi
18x5=13 hoga kyunki (18-5=13 hota hai)
arthat, iska uttar 13 hoga.
Dhanyawad.
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile