Hello,
Hame pata hai ki question main 6-3 = 27 hai. Iska matlab hai ki 9*(6-3) = 27. Phir 5-4 de rkha hai ,iska matlab hai ki 9*(5-4) = 9. Thik hai . Phir question main ye poocha hai ki 6-4 kya hoga. Isliye apan pehle ki tarah karenge ki 9*(6-4) . Ye hoga 18.
Yaani apka answer hai 18.
I hope your question has been answered properly.
All the best!
Namaskar
Hame yah diya hua hai ki 6-3=27
Aaiye Ise samajhne ki koshish karte Hain, 6-3=3, aur 9x3 hota hai 27
Phirse, Hame yah diya hua hai ki 5-4=9
Aaiye Ise bhi samajhne ki koshish karte Hain, 5-4=1, aur 9x1 hota hai 9
Ab, 6-4 = 2, aur 9x 2 hota hai 18.
Atah, 6- 4 = 18, yahi aapke prashn ka uttar hai
I hope that you find this helpful
Thankyou
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile