Hello Manisha,
Question main 9-5 ka 2 answer de rakha hai. Thi hai. Isme inhone ye kiya hai ki 9-5 ka answer 4 hota hai. Or agar apan usko aadha ( half ) ka de yaani uska 2 se bhaag kare to uska answer 2 aayega. Jab 4/2 kiya to 2 aayega.
Thik usi prakar, jab 25-15 gye to 10 aaya, Or 10 ka aadha (half) (1/2) hoga 10/2 yani 5.
Vaise hi 12-6 kiya to 6 aayega , Or 6 ka aadha (1/2) ( half) yaani 6/2 hoga 3.
Isliye iska javab 3 hoga.
I hope your question has been answered properly.
All the best!
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile