mently ability question slove it Deepa apne ghar se 1k.m.utar ki or jati hai uske baad dayi or mudh kr 1 k.m. jati hai or fir dayi or mudhkr 1k.m. jati hai ies tareh wo school pahochti hai uska school uske ghar se kis disa m hai? options A) utar B) puraw C) dakshin D) paschim pls help me jaldi
Hello!
Answer paschim hoga.
Issme diagram banake solve kariye. A page pe phele ghar banaye, fir vaha se ek straight line banao upar ki taraf kyuki vo 1 km uttar jata hai phele fir ek point pe rok do, next voo 1 km dayi mud jata hai toh jis point pe chhoda tha uss point se fir ek straight line same measure ki banao right (dayi) ore jaati hui. Abb jaha ruka hai vaha se check karo next dayi (right) konsi direction hogi toh voo 1 km same measurement ki banao toh aapko pata chalega school ghar ke paschim mei hai (school ghar ke dayi side mei hai)
Diagram kuch aisa hoga:
↑ __(1km dayi)__> |
|. |
| (1km utar). ↓
HOUSE. School
I hope this clears your doubt.
Prashn k mutabik -
Deepa apne ghar se sabse pehle uttar (north) disha ki or 1km jaati hai.
Fir woh apni dayi taraf (right) mudkar yani purav (east) disha mein 1 km chalti hai.
Annt mein woh ek baar fir apni dayi or (right) mudti hai matlab dakshin (south) disha ki or 1 km chalte hi school pohoch jaati hai.
Iska arth ye hua k Deepa ka school uske ghar k B) purav (east) disha ki or hai.
Ummeed hai apko apne prashn ka uchit jawaab mila hoga.
A )dakshin B) dakshin- paschim C) dakshin- puraw D) paschim
pls iska answer hindi m bta dijiye pls help you