Meri 12th class main 46% percent bani hai mere pcb me no. Hai physics 24(pratical+29) 53 chemistry 23(pratical +28) 51 biology 23(pratical +28) 51 hai main sc category se hu muje neet ke Baat muje mbbs Mein takhila mil sakta hai kya nahi
NEET 2024: Cutoff (OBC, SC, ST & General Category)
NEET 2024 Admission Guidance: Personalised | Study Abroad
NEET 2025: Syllabus | Most Scoring concepts | NEET PYQ's (2015-24)
MBBS mein admission ke liye aapko Neet dena parega. And Neet de ne ke liye aapko 12th PCB mein 40% se zyada marks chahiye and aapko sabhi subjects ke theory and practical paper clear karna hain. Apka 12th ke overall percentage Neet ke liye dekha nehi jayega. Sirf apka PCB percentage liya jayega. Aur apka PCB percentage hain 51.67% . Zaha pe ak SC candidate ko 40% PCB marks chahiye hota hain, apka waha pe 51.67% hain. Aur apne theory and practical exam bhi pass kiya hain. Isliye aap Neet de sakte ho.
Related Questions
Know More about
National Eligibility cum Entrance Test
Eligibility | Answer Key | Result | Cutoff | College Predictor | Counselling | Application | Accepting Colleges
Get Updates BrochureYour National Eligibility cum Entrance Test brochure has been successfully mailed to your registered email id “”.