Sir main abhi 12th main ho. mujhe 12th ka baad hotel management ka course karna hai. to NCHMCT. dena ka yah qualify karka Hotel industry main jaa sakta ho.
dear Kaustuk Pandey,
agar aap abhi 12th me ho to me aapko batana chahunga ki 12th appearing candidates bhi NCHMCT jee ka exam de sakte hai.
Kisi bhi exam me aacha score ker ne ke liye exam ka pattern aur syllabus topic wise samjh na jaroori hai .
NCHMCT JEE EXAM PATTERN
S.No. | Subject | No. of Questions |
---|---|---|
1 |
Numerical Ability and Analytical Aptitude
|
30 |
2 |
Reasoning and Logical Deduction
|
30 |
3 |
General Knowledge and Current Affairs
|
30 |
4 |
English Language
|
60 |
5 |
Aptitude for Service Sector
|
50 |
Total |
|
200 |
aapko abhi se hi ye 5 sections ka preparation start kr dena chahiye kyun ki is exam me jo aap 12th me subjects padhe ho us se direct questions nahi aaye ga .reasoning aur aptitude ka preparation aapko abhi se start kr dena chaiye aur daily at least 10 questions solve krna chahiye .ye sections me aap jitna practice kro ge aapka command isme utna hi badhta jayaega aur English ke liya aap daily new paper reading ker sakte ho is se aapka current affairs bhi strong hoga.
NCHMCT JEE EXAM ke bare me jada jankari lene ke liye niche diye gaye link per jayein-