kya Ham BSC Computer Science ke baad M tech computer science kar sakte hain
Sorry sir aap BSC computer science k baad MTech computer science nahi kar sakte hai, kyuki MTech ki minimum eligibility neeche di gayi hai
:Minimum BTech/BE from any recognised University or MCA or MSC from any recognised university .
aur iske alwa aapko MTech k liye GATE namaak entrance exam dena padega.
Agar aapko MTech Computer karna hai toh aap BSC k baad MSC kariyega aur GATE pariksha deejeya aur agar aapka GATE score qualify karte hai ,toh aap MTech k liye admision k liye admission le sakte hai.
Dhanyavaad !!!