Hello!
Answer paschim hoga.
Issme diagram banake solve kariye. A page pe phele ghar banaye, fir vaha se ek straight line banao upar ki taraf kyuki vo 1 km uttar jata hai phele fir ek point pe rok do, next voo 1 km dayi mud jata hai toh jis point pe chhoda tha uss point se fir ek straight line same measure ki banao right (dayi) ore jaati hui. Abb jaha ruka hai vaha se check karo next dayi (right) konsi direction hogi toh voo 1 km same measurement ki banao toh aapko pata chalega school ghar ke paschim mei hai (school ghar ke dayi side mei hai)
Diagram kuch aisa hoga:
↑ __(1km dayi)__> |
|. |
| (1km utar). ↓
HOUSE. School
I hope this clears your doubt.
Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile